Mera beta 12 days ka hai wo roz 6, 7 time stool pass karta hai kabi 10 time b karta hai kiya yeh normal hai. Stool thek krta hai thick aur yellow but karta kafi time hai. Is k liye koi medicine bata dain agar us ko deni hai ya phir...
15 days ki baby girl hai us ko hichki boht lagti hai 20 mint tak lagi rehti hai
AoA.... respected dr mery 2 bachy hain. age baby boy 3.5y age baby girl 2.2y khany peny main boht zada tng krty sehat b ni hai weak hain... plz koi aisa solution dn k khany peny lg jae saab kuch mostly ghr ka
asalm o alikum Dr mri beti 17 month ki h us ka weight nhi baraha us ka ek sal k bachy se choti lagti h or abi tk chalna bi nhi aya plz mjhe kuch btaen m Kya kro Kya dun un ko khany main
agr 3 month baby ko glti se d x drops ka adha chamach pila dy to os se kia hoga ? os k bad ose bht motion hoe mene kese se suna tha k isapgol khelany se motion khtm hoty hy . mene 3 month ki baby ko wo dia os k bad se ose montion...
Baby 10 months ki hai... samajh ni ata k usko kis cheez se allergy hai... koi formula milk nai dy skty.... me job krti hu... usko itni severe allergy ho jati hai k khujli joti hai red spots bn jaty hn body pr... koi allergy tests an...
mera beta 40 din ka h r ussy pkhana krty huay pait drd hota h ,kbhi pakhana thek krta h r kbhi dastt ki shikayat hoti h..