Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Mother, Female 58, Karachi
meri walda k heat me stunt laga hua hai .. aur 7 mahinay pehle angioplasty hua hai .. to kia ab wo eid k doran mutton beef ya koi bhi gosht kha sakti hai ya liver wagera?
Ghosht mein fat ya chiknahat bohat zada hoti. iss liye mana hy
She can take little bit but not too much
she can take mutton. Avoid other things and follow proper diet protocols
Heart ke patient ko beef mutton avoid krna chahye. Ghost ma fat ki miqdar zyada hoti hy jo heart ke lye thik nhi hy
mutton ka istamal haftay me aik dafa kr sakti h i
avoid fried food ....
avoid liver ,brain etc etc
avoid fats and beaf.
Beef nahi khain
mutton bhi allowed hota hai mager rozana nahi
hafte main ek ya do Baar
kyunk red meat main charbi ki munasibat zyada hoti hai aur charbi to bilkul mana hoti hai.
shorba alabata kha sakti Hain ager Kam tail main buna ho aur tari nnikal k dain
uska.fasting.lipid profile.send karin
MBBS, Diploma in Cardiology | Bajaur Agency | Book Appointment
han.jee.
rat ko normal khuram.lay.subah.nihar moon
ye test karay.pani pi sakti hay
1 year ago
aetadal k sath istemal krskti hn
beef 2-3 (20-30 gram) boti istemal ki jaskti hy, chiknai na ho ye ehtiat krn
mutton bh esi trah istemal krskti hn
kaleji m chiknai ziada hoti hy, behtr hy k istemal na krn
yes she can take in small amount of mutton once a week without fat 1 to 2 pieces
Mutton aur beef kha sakti hain
Behtar hoga aap enkay liue customized nutrition plan lein. Inshallah faida hoga. Enki test reports dekhnay k baad enka plan banega. Gosht main fat hota hay ju k hamnay kam khana hota hay.
Patient
Post Owner
bht shukria sir
1 year ago