Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Sister, Female 35, Bahawalnagar
asalam o alikum meri Bhabi ki ankhain band ho jati hain aur 1 ghanta kabi 1.5 ghanta tak open nehi hoti baki wo normal baat cheet karti rehti hai ye masta din mn 1 kabi 2 dafa hota hai plz tell kis ko consult karain
eye specialist ko. aur agar zaroorat pari to neurologist ko
Walikum Salam dear
Ye 2 conditions hoskti hain
Aik condition hai jisko blepharospam kehtay hain (matlab k eye lids khudi band hojatien hain) complete band hojati hain.
Ya second Ptosis hai jis main eye lids nechay ajati hain pupil ko cover krleti hain or phir sar ko pechay kr k patient ko dekhai deta hai..
Donu conditions main nerves Jo hamaray eye muscles ko supple kr rahi hain unka defect hai jis ki wajah se eyelids khud se band hojati hain.
Ap kindly neurologist ko check krwaen..
Thanku
Proper check up k bad he guide kia ja sakta ha. Ho sakta ha k neurologist sy mashwara k b zarort pary
76 Positive Reviews