Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 20, Lahore
Kindly yeh bta dain k TB ki medicine k Sath vita 6 lyna zaroori hai ya ni or ager zaroori hai to is k na lyny sy kia effects ho skty hain
it is necessary for Immunocompromised patients/pregnant patients/HIV +ve
diet must be good
there are many TB medicines and many serious side effects so you should do regular follow up with your physician
TB key medicines Isoniazid aur Ethambutol nerves ko damage kar sakti hain. But. B6 is ko roknay main mad
ad daty hay.
b6 na lene se aapke bazo aur paer sun mehsoos hoga aur agy jaa k soiyan chubnay wali kefiat b hoskti ha kyu k ye tb ki dawae apki mehsoos krne wali rago ko khrab krdeti hai islye jitna arsa dawae lein tb ki uske sath sath laazmi b6 lete rahay aur b12 and b1 b lein jo sb aik sath mil k ziada behtr asar dete hain. mazeed help k leye video consultation le skte hai mere sath. shukriya.
kuch Rx t.TB ki aisi hotin hain jis say body may vit B 6 ki kami hojati hay so us ko nahoney k liye add kertey hain vita 6.
Yeah laina zarori han , TB k medicne may kuch side effect han . Jis tarah say doctor sahiban nay ap ko tafseel may bataya han
2 Positive Reviews