Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Female 45, Gujranwala
Mari Mother ko Sugar ha madican LA Rahi ha lakan on k jisam ma jalan or gabrahat bohat zada ha Jo Kam nahe ho Rahi plz es k mtalak Koch btaya ga.
Member
Marham Admin
Dear Member,
Please connect with us Take an online consultation if needed :
https://www.marham.pk/contact
Thank You
Aap ne inki sugar check ki glucometer k zarye?
what is her current HBA1c? how is the new medication suiting her?
get her blood sugar levels and ecg done and report back
This problem is due to diabetes
Fasting sugar lab se monitor keren. Is ke sath ye alamat blood pressure ki wajah se be ho sakhti hen. Is ke liye doctor se check kerwayn.
blood sugar Fasting lab se karwaein.
regular BP monitoring
aur kisi bhi doctor se detailed checkup karwaein.
blood sugar mandarja zail auqaat par check karein
1st din naashtey sey pehley
2nd din naashtey key 2 ghantay baad
3rd din dopeher khaaney sey pehley
4th din dopeher khaaney key 2 ghantay baad
5th din raat khaaney sey pehley
6th din raat khaaney ke 2 ghantay baad
phir tafseeli mashwaray key liye online appointment lein
https://www.marham.pk/doctors/karachi/internal-medicine/dr-ayesha-khalil
Apki mother ko proper medication ki zrurt hy jis se ye jalan aur ghabrahat km ho skti hy... Mja ap se apki beamri k mutalik questions krny hain so that k me apka behtr ilaj kr sku... U can contact me online...
042-32591427,
5 Positive Reviews