Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Female 25, Babar market
assalamualaikum Mera beta 4 month ka Hy wo mother feed theek se NH krta to Kon c ghiza best Hy us k Liye please tell me
wsalam. according to latest guidelines, baby ko 6 month sey pehle koi b ghuza nahi start kr sktey. filhal usko breast feed pe hi rakhen. make sure he feeds properly for 30mins at a time and then repeat every 4 hourly. agr phir b issue kr rha hai to you can book ur consultation. ill be happy to help you out.
walaikumAsalam ma'am
bche ko 6months bs motherfeed kren or kch nhi
MBBS | Multan | Book Appointment
ma'am bche ki training kren he'll start accepting soon
6 months ago
MBBS | Multan | Book Appointment
stay blessed
6 months ago
mother feed hi thk hai ya fir formula milk
wsalaam..dear apni diet main Pani aur fluids Ka istemaal ziada SE ziada Kerain it will help make more milk. apni diet Sahi rakhein. agar aap ke baby ki demand phir bhe ziada hai Tou sue formula milk. naram ghiza bachay KO 6 months main shuru karayein
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
uska wazan Kitna hai
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
pedayish pe Kitna tha?
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
uska wazan apni age ke hisaab se kum hai. iski tafseelan history required hogi. jitna Hona chahye wazan itna Nahi hai. din main kitni dafa feed leta hai aur ek waqt main kitni feed leta hai? feed lete lete thak Tou Nahi jata ya paseena ata ho ya saans kharaab hota ho
6 months ago
Patient
Post Owner
din me 8 9 dafa or koi problem NH Hy bs 5 mint feed lete 1 Baar me
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
aap usko Kuch aur bhe rahay Hain? loose motions Tou Nahi lagay rehte? bachay active hai khelta hai?
6 months ago
Patient
Post Owner
g MashaALLAH se active Hy motion NH hen but wo daily potty NH krta 2 3 din bad krta hy
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
qabz Ka masla?
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
agar Woh mother feed pe hai Tou aap ne shuru ke 2 maah vitamin D ke drops diye thay?
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
Pani wagera Tou Nahi dete? ya doodh ke ilawa koi aur khanay peenay wali cheez?
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
Pani bachay KO 6 months main dete hain. Woh Jo doodh peetay hai Woh bhe Pani SE Bana hai. ab dekhain bachay Ka wazan kum hai Yani growth ghair munasib hai. iske liye beachy ko dekhna bhe zaroori hai aur mazeed Kuch family history bhe required hai. agar aap ko munasib lagay Tou aap mere Saath video call book Ker lein Tou hum tafseel se Baat Ker Sakte Hain. agar aap Nahi kerna chahti, Tou laazmi Kisi nazdeeki child specialist SE ek martaba bachay KO check krrwa lein. bacha abhi Chota hai risk naa lein
6 months ago
Patient
Post Owner
delivery k bd se mujhe abhi tk period NH huwe hen 1st baby k time b 1.5 year bad huwe the period
6 months ago
MBBS, FCPS (Pediatrics) | Lahore | Book Appointment
Jo khawateen bachy ko feed karati Hain unn main periods na Hona bohat common hai. lekin iska yeh hargiz matlab Nahi ke hamal Nahi theher sakta phir SE. agar Hamal Ka khadsha hai Tou strip test Ker lein aur agar aap waqfa chahti Hain Tou proper tareekay use Kerain waqfay ke liye kyunke Hamal ho Sakta hai phir SE and abhi aap Ka baby bohat Chota hai and aap ki body ko be heal kerne ke liye time chahye
6 months ago
motger feed sirf 6 mo tak
Aoa !
your weight ? and any medicine you are using ?
Patient
Post Owner
30 mint to kya doc sirf 5 mint mushkil se feed krta Hy
6 months ago
| MBBS | MCPS | | Karachi | Book Appointment
yes it happens. ap apna intake acha karen. aj kal weather buht warm hai. make sure u keep urself well hydrated
6 months ago