Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Other, Male 3, Arifwala, Pakpattan
Meira baita 3 Saal ka ha. woh sunta, khailta, daikhta or Khata peeta bilkul thek ha lakin koi bhi order obey nhi krta. jo cheez usay chahya ho woh hmara hath us pay rakh daita ha ya us place tak pkr kr lay jata ha.
woh hmain daikh kr mama papa nhi kehta na hi wash room ka btata ha. Khud sakhta batain krta ha lakin meaning less. kbhi kuch lafz sahi bhi kehta ha.
main aik primary ustad hn. meri ap Hazraat say iltaja ha keh meri rehnumai frmaen or ho sakay to medicine bhi tajweez kr dain.
hand to mouth hn aj kal. Nawazish ho g
Ap kis city se Hain? if in Lahore go to child psychiatry dept of mayo hospital and get ur child's assessment done properly
bacha bht zyada ghusa tto nhe karta bat bat par chezen to nhe pehnkta .
speech therapy ki zarort he
Aoa
speech delay needs paediatrician and speech therapist consultation ,hearing test
meanwhile
communicate with the child
decrease screen hours
talk on every day situation
read to the child like parts of body ABC
ap ka beta medicine se hi bat krny k qabil ho Jay ga inshallah pareshan na hon detail bat kr lain kindly book appointment with me bilkul befiqar ho Jain
11 Positive Reviews