Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 20 years old, Gujranwala
Assalamualaikum Mujhe Maladaptive daydreaming ka Masla hai en jhoote khayalat ne meri zindagi ko bohot hi mushkil bana diya hai,Anxiety aur overthinking bhi bohot barh gayi hai. apne aap ko bohot bekaar mehsoos karta hoon. Aisa lagta hai jaise main apne hi zehen ka qaid hoon, jahan se nikalna naamumkin hai Self Control bilkul bhi nhi hai. Abhi tak zindagi mai bohot Opportunitys mili mujhe aage barhne ki lekin MDD ki Waja se sab ko zaya kardiya mai ne. Mobile aur doosri distractions ne zindagi ko aur bhi mushkil bana diya hai overthink karta hon har chiz ke bare mai bohot zayada Pichle 7-8 Maah se kuch Baatein mere zehen Mein aisi Uljhi hui hain ke Unhein soch soch kar apni halat kharab kar li hai. Har dafa koshish karta hoon ke in baaton ko zehen se nikal doon, lekin yeh khayalat itne gehre ho gaye hain ke in se chhutkara milna mushkil lagta hai. Lekin ab main apne aap ko in sab chizon se azad karna chahta hoon. Main chahta hoon ke main apni education mukammal karon Ab,Aur jo Mer
Kya aap ne MDD ki treatment li hai pehle? Ap ko proper consultation k sath treatment start krni chahiye
get a check up by a psychiatrist, things can improve a lot within 3 months.
will b an honour if u visit 4 consultation
ap clinical psychologist se consult kryn PSYCHOTHERAPY k liye. depression k symptoms hyn.
further details k loe ap mjy appointment le skty hy
get Checked
https://www.marham.pk/online-consultation/psychiatrist/lahore/dr-khadija-batool-30290
detailed history needed for better outcome
Book appointment online or call at
042-32591427, 427
https://www.marham.pk/online-consultation/general-physician/khanewal/dr-m-sanaullah-qureshi-042-32591427, 427
book for as low as Rs 0 for today
ur issue would be resolved IA
22 Positive Reviews