Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to Psychiatry on Zehni, Pagalpaan

person-avatar

Asking for Brother, Male, 30 years old, Karachi

Salam .mera bahi takreeban 13, 14 saal se Nasha karta tha , last nasha uska silver tha . . is 13, 14 years mei , 3 se 4 baar ilaj hua iska , kab 15 din , kabhi 1 month hospital mei admit rehta wapsi atta to thik hu jata . per thoray din bad phr shoro krdaita tha. ab peechlay 6,7 month hu gaye hain isne bilkul chor dii hai. .totally ghar mei huta hai , namaz partha hai quran phar rha hai . per ye baatin thik nahi krta , pata sb kch hai janta sb ko hai, per kahen ki baat kahen mila daita hai, news ki baatun ko lekr ghar walo se baatin kr rha hai , bachu wala dimagh hugaya hai , koi scene wali baat nhi kr rha. .kindly koi medicine bataye ju isko de sakin , mei dobara hospital lejana nhi chaa rha isko sub kch dobara yaad ahh jyea ye wapsi usii taraf chala jayega . . baht pareshan kia hua hai kindly help . .mei iski last medicine slip pic attach kr rha hu dhek liyega .or reply urdu mei keejiyega takay sumaj ahjye

Psychiatrist in Karachi - Assoc. Prof. Dr. Aneel Kumar Keswani

Assoc. Prof. Dr. Aneel Kumar Keswani - Psychiatrist

MBBS , FCPS (Psychiatry) | Karachi

review-stars

1505 Positive Reviews

Mai nai app ki sari history dekhi hai is she pata yahi lagta hai, jo bhi zahini alamtain hain who nashy ki waja sy ayee hain, kuch marreron mai nashy ki waja se nafsoyati bemari lahaq hojati hai agar woh lamby arsy lain ya ziayada moqdar mai lain, bar bar hospital mai admission ka marlin yeh hai ke us mai khud se jazba Aya hi nahi, uski bahut wajoohat ho sakti hain, is waqt nazha nahin karta lekin alamtain hain, aisy mareezon kinpersonality assessment hoti hai or phone dawaon se alamatain agar theek hojati hain to phir counselling ke woh apni zindagi mai wapas aye, agar Nahin to family ka kiya really role hai us ko dekha jata hai, yahan dawa likhdena masaly ka hal Nahin hai, woh pahly hi dawa ke raha hai, us ki visit karain bahetar rahyga shulriya

Psychiatrist in Lahore - Dr. Iqra Shakoor

Dr. Iqra Shakoor - Psychiatrist

MBBS, FCPS (Psychiatrist) | Lahore

review-stars

17 Positive Reviews

plz give folowing medicine.
tablet estezene 5mg subh dopeher sham
tablet kempro 5 mg subh dopeher sham
tablet olan 10 mg daily raat ko
tell after three weeks

Member

Post Owner


Dr thaks

6 years ago

Attach Photo here: