Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Female, 28 years old, Pakistan
Mujy pichly kuch mahinon se ya masla ho raha hai k main din main jo b baat sunti hn ,sochti hn,ya discuss krti hon kisi k sath mujy us k baray main raat ko khwab ata hai.1 saal se ya masla ho raha phly to hafty main 2 3 dfa atay thay khwab.lakin ab koi asa din ni guzarta jb mujy raat ko khwab na ayan .aksar 1 se zyada b atay hain .matlub 2 3 baton k baray main alag alag or choty choty a jatay hain kbhi 1 he .lakin atay musalsal hain .to mane ya pochna tha k asa q hota?ya koi bemari hai?
Dear worried patient, some details are required before recommending you its solution therefore you are requested to contact me through Marham.pk
Aoa dear....you can call me through marham.... I will help you... aap muje call ker sakti hain...main ap ki madad ker sakti hu dear....apna boht khayal rakhen
Dear Friend Please visit clinic at ali medical centre, F8 Kohistan road on Wednesday Friday and Saturday between 10-3:30pm. Thank you
Patient
Post Owner
Dears drs .i live in a small town(.here is no single sychologist.mane pochna siraf ya hai k ya koi serious problem hai ya normal hai asay khwab ana
BS , MPhil (Applied Psychology) | Bahawalpur | Book Appointment
Yh normal hy. Ap preshan na hn. Relax rhn. Khawab ana masla ni hy. Drwany khawab ana shuru ho jey aur nend na aye. Achank nend st bedari ho jey aur kapkapi ho tu yh masla hota hy.. r mazeed pochna ho tu ap mjh sy rabta kr skti hn. R charges ki tention na ln. Mn online consultation free of cast krta hn.. Relax rhn. You are fine
5 years ago
Hoskta hai ap kisi pareshani ya mushkil se guzar rhi hun aur ap hal na kar pa rahi hun, psychologist, apkai masail ko ghoor se sunta hai aur pehchan leta hai kai masla kia hai aur kis waja se horha hai, isliay apko ek bar kisi se detail mein bat krleni chahiay aur phr wo psychologist apko ziada achay se samjh kai bata skta hai ye koi bemari bhi hai ya nhi ya ap kia aur kiun mehsos kr rhi hain.
ap marham se session book krskti hain
ya idher askati hain ya call krskti hain
yahan saturday ko free clinic bhi hota hai
sab se pehly ye janna bohat zaruri hai k ap ki ye condition ( yani rozana khwab ana) apko kis tarah se mutasir kr raha hai....is ka apki zindagi aur roz marah k mamlat pr kya asar pr raha hai....koi bhi nateeja akhaz krny se pehly ap se kuch malumat darkar hon g....
ager ap apny masly k bary mein detail mein baat krna chahti hain to call kr k marham k zariye online counseling session ki appointment book kr sakti.
yahan
agr tu ye masla ap ki roz marra zindagi k amor ko mutasir krta hai , msln neend, khana peena , logo k sath taluqat, tu yaqeenn ye aik nafsyaati masla hai. aur apko aik nasyatdaan sy rehnumai ki zarort ha
ignore it. forget it. dont tell anyone. do sadqa. offer salaat
121 Positive Reviews