Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Mother, Male 2, karachi
Mera beta 2.5 month ka hai uski 1st vaccine JB lagi thi usi jaga ek Dana ban gaya hai Pink color ka kia ye normal hai please guide
yes ye normal hai isko nodule kehte hain kuch weeks baad ye resolve ho jaye ga sirf dagh reh jaye ga
it is a sign that vaccine was properly administered and has started to develop immunity
Jee, ye bilkul normal reaction hai. BCG vaccine lagne ke baad aksar aise chhota sa dana ban sakta hai jo ahista ahista sookh jata hai. Koi masla nahi hai jab tak is se dard na ho, bukhar na aaye ya ye danay ka size bohot zyada na barh jaye. Bas usko kharochne ya dabane se bachayen, aur agar infection ya pus nazar aaye to doctor se mashwara karain. —— Dr Raza
308 Positive Reviews