Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Someone else, Father, Male, 52 Years old, Karachi
Hello doctors mere father ka kaafi saal pehle girne se pau toota tha jiski surgery hui thi rahimyar khan se , us k foran baad unhe blood clotting ka masla hua , paon main b bohat ziada swelling thi tb se hi bohat bhaari tha aik pau, ab achanak se nahate huwe washroom main jese wo pau ko oil lga rhe the thori si karoch thi wo pani se ukhar gai or aik dam se bohat ziada bleeding hone lagi itni k blood faware k tarah nikal k deewro main lag rha tha usko kpre wagera bande band kiya lekn kaafi ziada bleeding hui ab doctors ne kaha hai k dvt ka masla hai or surgery main jo plates lagi thi wo change ho skti hai , itni ziada bleeding ka kyaa reason ho skta hai wo blood ko thin krne ki tablets b khaate hain jis se clots na bane
purane accident aur tang ki soojan jo clot ki waja se hue thi , us k bais chamri k under ki nasen phool gae hngi. un mein pressure barh gaya hoga aur thora scratch krne pe burst ho gae hngi.
ap k mareez ko khoon pqtla krne ki dawae k ilawa jorrabn ki zaroort hai
Patient
Post Owner
Thank you doctor , g wo medicine regularly lete hain blood ko patla krne wali
1 week ago